Type Here to Get Search Results !

Best Faiz Ahmed Faiz Poetry & Shayari | Faiz Ahmed Faiz Poetry

 

Best Faiz Ahmed Faiz Poetry & Shayari | Faiz Ahmed Faiz Poetry
Best Faiz Ahmed Faiz Poetry & Shayari | Faiz Ahmed Faiz Poetry

Best Faiz Ahmed Faiz Poetry & Shayari


Faiz Ahmed Faiz Poetry - Faiz Ahmed Faiz Poetry, Shayari and Urdu Ghazals. Pakistan Revolutionary writer Faiz Ahmed Faiz was brought into the world 

On February 13, 1911, in Sialkot. Faiz Ahmad Faiz kicked the bucket at 73 years old on November 20, 1984, in Lahore, Punjab Province. 

He was a progressive writer, and one of the most notable writers of the Urdu language from Pakistan. Peruse the most recent and best assortment of Faiz Ahmed Faiz Shayari in Urdu online on Urdu. 

You can share your number one sections from Faiz Ahmed Faiz's verse assortment online with your loved ones.






اٹھ کر تو آ گئے ہیں تری بزم سے مگر
کچھ دل ہی جانتا ہے کہ کس دل سے آئے ہیں

Uth kar to agai hain teri bazam se magar
Kuch dil hi janta hai k kis dil se aaiy hain.





آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہرباں
بھولے تو یوں کہ گویا کبھی آشنا نہ تھے

Aaiy to yun k jese hamesha the meharbaan
Bhoole to yun k goya kbhi aashna na the .



درد اتنا ہے ہر رگ میں ہے محشر برپا
اور سکوں ایسا کہ مرجانے کو جی چاہتا ہے

Dard itna hai har rug me hai mehshar barpa
Or sikoon aisa k marjane ko ji chahta hai .
Faiz Ahmed Faiz Poetry

یہ عہد ترک محبت ہے کس لئے آخر

سکون قلب ادھر بھی نہیں، ادھر بھی نہیں

Ye eihad tark muhabat hai kis liye aakir
Sukoon qalb idhar bhi nahi idhar bhi nahi


چل رہی ہے کچھ اس انداز سے نبض ہستی

دونوں عالم کا نشہ ٹوٹ رہا ہو جیسے

Chal rahi hai kuch is andaaz se nabz hasti
Donoo alam ka nasha toot raha ho jese.


ہوا ہے تجھ سے بچھڑنے کے بعد یہ معلوم
کہ تو نہیں تھا تیرے ساتھ ایک دنیا تھی

Hua hai tujh se bicharne k bad ye maloom
K to nahi that ere sath ek duniya thi.


Faiz Ahmed Faiz Poetry
Faiz Ahmed Faiz Poetry



نگاہ شوق! سر بزم بے حجاب نہ ہو

وہ بے خبر ہی سہی، اتنے بے خبر بھی نہیں

Nigah shoq! Sir bazam hai hijab na ho
Wo be khabar hi sahi, itne be khabar bhi nahi


یہ آرزو بھی بڑی چیز ہے مگر ہمدم
وصال یار فقط آرزو کی بات نہیں

Ye arzo bhi bari cheez hai magar humdam
Wisal yaar faqat aarzo ki bat nahi.


مقام، فیض! کوئی راہ میں جچا ہی نہیں
جو کوئے یار سے نکلے تو سوئے دار چلے

Muqaam, faiz! Koi raah me jcaha hi nahi
Jo koi yaar se nikle to soye daar chale.



Best Faiz Ahmed Faiz Poetry & Shayari | Faiz Ahmed Faiz Poetry
Best Faiz Ahmed Faiz Poetry & Shayari | Faiz Ahmed Faiz Poetry


تھک کر یونہی پل بھر کے لئے آنکھ لگی تھی
سو کر نہ اٹھیں گے یہ ارادہ تو نہ تھا

Thak kar yunhi pal bhar ke liye aankh lagi thi
So kar na uthe ge ye irada to na tha .


Best Faiz Ahmed Faiz Poetry & Shayari | Faiz Ahmed Faiz Poetry
Best Faiz Ahmed Faiz Poetry & Shayari | Faiz Ahmed Faiz Poetry



Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.