Mujh se miltay hain to miltay hain chura kar AANKHAIN |
مجھ سے ملتے ہیں تو ملتے ہیں چرا کر آنکھیںPoet: احمد فرازؔ
مجھ سے ملتے ہیں تو ملتے ہیں چرا کر آنکھیں
پھر وہ کس کے لیے رکھتے ہیں سجا کر آنکھیں
میں انہیں دیکھتا رہتا ہوں جہاں تک دیکھوں
ایک وہ ہیں جو دیکھیں نا اٹھا کر آنکھیں
اس جگہ آج بھی بیٹھا ہوں اکیلا یارو
جس جگہ چھوڑ گئے تھے وہ ملا کر آنکھیں
مجھ سے نظریں وہ اکثر چرا لیتے ہیں فراز
میں نے کاغذ پہ بھی دیکھی ہیں بنا کر آنکھیں
Ahmed Faraz |
Mujh se miltay hain to miltay hain chura kar AANKHAIN
Mujh se miltay hain to miltay hain chura kar AANKHAIN
Phir woh kis k liye rakhtay hain saja kar AANKHAIN
Main unhain dekhta rehta hoon jahan tuk daikhoon
Aik wo hain k jo dekhen na utha kar AANKHAIN
Us jaga aaj b bhaitha hoon akaila yaro
Jis jaga chhor gaye they wo mila kar AANKAIN
Mujhsay Nazrain Wo Aksar Chura Leta Hai "
Mainay Kaghaz Pay ß Dekhi Hain Bana Kar AANKAIN