Type Here to Get Search Results !

Koi umeed bar nahi aati - Mirza Ghalib Ghazal In Urdu

 

Koi umeed bar nahi aati - Mirza Ghalib Ghazal In Urdu

Koi umeed bar nahi aati - Mirza Ghalib Ghazal In Urdu


Koi umeed bar nahi aati in urdu


Koi umeed bar nahi aati 

Koi Suratt Nazar Nahi Aati

Maut Ka Aik Din Mueyan Hay

Neend Kiyun Raat Bar Nahi Aati

Agy Ati Thi Haal_e_Dil Pe Hansi

Ab Kisi Baat Par Nahi Ati

Janta Hun Sawab_e_Taeat o Zahd

Per Tabiyat Udhar Nahi Ati

Hay Kuch Aisey Hai Baat Jo Chup Hoon

Warna Kiya Baat Kar Nahi Ati

Kiyon Na Chekhon ky Yaad Kartey hain

Meri Aawaz gar Nahin Aati

Daag e dil gar Nazar Nahin Aata

Bu bhi ay Charagar Nahin Aati

Hum Wahn Hain Jahan say Hum Ko Bhi

Kuch Hamari Khabr Nahi Ati

Martay Hein Arzoo Mein Marnay Ki

Maut Ati Hai Per Nahi Ati

Kaba Kis Munh say Jao Gay Ghalib

Sharam Tum Ko Magar Nahi Ati



کوئی امید بر نہیں آتی

کوئی صورت نظر نہیں آتی

 

موت کا ایک دن معین ہے

نیند کیوں رات بھر نہیں آتی

 

آگے آتی تھی حال دل پہ ہنسی

اب کسی بات پر نہیں آتی

 

جانتا ہوں ثواب طاعت و زہد

پر طبیعت ادھر نہیں آتی

 

ہے کچھ ایسی ہی بات جو چپ ہوں

ورنہ کیا بات کر نہیں آتی

 

کیوں نہ چیخوں کہ یاد کرتے ہیں

میری آواز گر نہیں آتی

 

داغ دل گر نظر نہیں آتا

بو بھی اے چارہ گر نہیں آتی

 

ہم وہاں ہیں جہاں سے ہم کو بھی

کچھ ہماری خبر نہیں آتی

 

مرتے ہیں آرزو میں مرنے کی

موت آتی ہے پر نہیں آتی

 

کعبہ کس منہ سے جاوگے غالبؔ

شرم تم کو مگر نہیں آتی




Ghalib is viewed as the last extraordinary and compelling artist of the Mughal period. Initially, his pseudonym was Asad which was drawn from his given name, Asadullah Khan. From the get-go in his lovely vocation, he got the nom de plume of Ghalib which implies all-vanquishing. Other than an Urdu artist, Mirza Ghalib was a talented letter author as well.
Mirza ghalib aik famous poet hain jo urdu shayari ke mahaan shayer maane jate hai urdu shayari ki baat ki jaye to mirza ghalib apna aik alag makam rakhtr hain jinho ne urdu adad aur urdu shayari ko aik nayi zindagi bashi aur unki urdu adab mein bahout sari khidmaat hain jo rehti duniya tak hamaisha yaad rakhi jaye gi. Mirza ghalib bazaar to hum se bicharr gay laki ta qayamat hemish humare dil men rehy gay.


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.